Skip to main content

Posts

Showing posts with the label 8. #Introspection

Karra tha bojh ghata aaj muskuraney se

#karraThaBojhGhataAajMuskranySe #HayatRukNahiJatiKisiKJanySe My Ghazal: A Journey of Self-Discovery Poetry In Urdu | Heart Touching Poetry | |Hindi Love Poetry Status |Sad karra tha bojh ghatta aaj muskraney se hayat ruk nhi jati kisi k janey se ye mast perr inhe kash koi samjhaye sakoot e sham mn hotey nhi dewaney se zoq e deed ki khwahish badn ko terpaye ye dard km nhi hota bahar aney se wafa ki raakh mn jalti hui chingari hayat waqt miley to kabhi poochna zamaney se khta hi apni thi ab cheekhna chilana kia mana kia tha kai baar dil laganey se azl se qatal kiye ja raha hey dushman e jaan janab e ishaq ko roko lahoo bahaney se shakeel waqt k sehra mn dhoondtey ho bahar tumharey pas hn sapney faqt suhaney se Afzal Shakeel Sandhu's ghazal reflects deep emotional turmoil and the complexities of life, love, and loss. The poem captures the interplay between joy and sorrow, illustrating how fleeting moments of happiness can lighten the burdens of grief. Here’s a closer ...